Often with confidence, defiance, or pride, attitude poetry is the expression of strong personal emotions, ideas, or views regarding a certain subject. These poems draw attention to the poet’s viewpoint—or “attitude”—about issues including life, love, difficulties, or society. With topics on self-worth, independence, or rejection to comply, the tone could run from assertive and powerful to rebellious or introspective.
Often forthright and forceful, attitude poetry reflects inner strength or opposition to outside demands. It’s a means for writers to boldly express their feelings, ideas, and own experiences. Attitude poetry finds expression in works about empowerment, identity, social justice, or overcoming hardship.
Urdu Attitude Poetry
Often reflecting themes of self-respect, perseverance, independence, and defiance, Urdu attitude poetry is a subgenre of Urdu poetry expressing strong, confident sentiments. Emphasizing boldness, self-empowerment, and pride, it catches the poet’s strong attitude or perspective on personal or societal concerns.
Known for its passionate vocabulary, Urdu attitude poetry combines a strong tone with rich metaphors and poetic beauty. It frequently sends themes of self-worth, defiance of obstacles, and not cowering to society’s standards. Often tackling issues like love, betrayal, personal development, and societal injustice, poets employ this kind of poetry to inspire confidence and drive.
Urdu attitude poetry is a potent means of self-expression because of its common elements—sharp wit, emotional depth, and a bold method to voice thoughts.
Hamara Apna aiik rutbaa hai
tum Jo bi ho hmain farq nahi parrta
Dil main rehna seekhein
gharoor main tu sb rehty haain
Halaaat Daikh kr raasta bdlnaa fitrat main nahi
wafadaariyan hamain warasat main mili hain
Jis ne adaa seekh li ghum mn muskraany ki
ussey kia miteeain gi gardashein zamany ki
Hmain Magroor log bht pasand hain
kyun ke gharoor torrna hmara pasendida khail hai
Apki zaat ko zaib nahi daita hum pr tanqeed
Kisi ki Hasaiyat se koi talluq nahi
Khud ki duniya ke badshah hain hum
Waafein khoon main hoti hain
insaan tu sb matti ke hotty hain
Mujhe raabton se uljhan hai
Mujhe naa mila kary koi
Khud ko ahmiyaat dain
Khud se behter koi nahi hota
Boys Attitude poetry in Urdu
Hamara Mayaar dil ki Khoobsurti Hai
Hum Haseen chahron Ka bharoosa nahi krty
Aik Dalaasa Un Khawaishon Ke liay jo kbhi Purri Naa hon gi
Girane waly bht the magar daikhoo hum aaj bi qaaim hain
Dilon Py raaj hamaisha Sachai krti Hai Dhikhaawy nahi
jahan bi rahein mukhlis rahein
Aaab Bht Hon Gy hum Main Magar
Lakin kisi se Talluq matlab Ke liay nahi rakhty
Baa-Asool Aur Ba-zameer logon se duniya
aksar naraz rehti hai
Anaa Parasat TU hum Ghazaab Ke hain
Taire gharoor ka bs ahtiraam krte hain
Apke zoaq se Mukhtalif hain Hum
Nibhana Hi Mushkil Hota hai
Chahna tu har kisi ko aata hai
Hum ne Akhlaaq Ke sheeshy Main Lahoo Paaish Kiya
Phir be Jo Log MUnafiq the munafiq hi rahy
attitude poetry in urdu 2 lines text
Jisy main chahon
Usey Aor kia chiay
Insaan Badel Jaaty hain
Waqat Tu Aik bahana Hai
Jungle Ke badshah Ka rutba naa mil saka
Gheedarron Ne Laakh Naqleein Utaari Hum Sheeeron Ki
Talb aisi Ke dil-o-jaa main bsaa Lon Tum Ko
Naseeb Aisa Ke deedar bi Mayysar Nahi Taira
Tum agar Rati Baraber Be Mayasar Ho mujhe
Mian Tujhe tairi Tawaqu se ziyada chahon
Tum Jalan Bar-qarar Rakhna
Hum Jalwe Bar-qarar Rakhein ge
Saleeqa jin Ko sikhaya tha hum ne chalny ka
Wo Log Aaj Hmain Daaein Baaein Krne lge
Krne du jo bakwaac krte hain
Hmaisha Khaali Baartan HI awa krte hain
Munafiqon Ko qareeb Se Daikha hai Main ne
Barry Ba-adaab Hoty hain
Iraade Saaf Hain
Tabhi Tu Log Khilaaf hain
Zubaan Sb ke pass Hoti hai
Magar Baat aor Bakwaas Main Farq Hota hai
Adat Nahi Peeeth Peechy Waar Krne ki
Du lafz bolta Hon Par Saamne boolta hon
Haath Uska Pakroo JO Kbhi Na chorry
Misaal Ke tooor par Jaise Bijlii KI taarein
Yaa Jo Kehty Hain Ahsas Krte hain
Yaqeen Maaano Bakwaas krte hain
Mera ho kar be wo kisi gaair ki jagheer tha
Wo shakhs Mery liay maasla Kashmir tha
Meri raah main haaar llog hain
Meri nazer main bs tum ho
Tanhaai Wohi LOOg pasand krte hain
Jinko zaroorat ke waqt choorr gya ho
Jin Pathron ko Humne Attaa Ki thein Dharkanein
Unko Zubaan mili tu hmeiin py baras paary
Kahaniyan Bi badal Jaein Gi waqt abhi zeer-e-tameer
hai
Yaa lakeerain TU bichrne ke bahaney Hain faqat
Haqeeqaton Se waqif Hon Main sb ki
Jhoot sunny ke liay Khamoosh rehta hon
Urdu poetry attitude
Mery lafzon se na kr mery kirdaar ka faisla
Taira Wajood toot jaye ga meri, meri haqeeqat dhoondhty dhoondhty
Urdu Poetry attitude
Hum zamane se Khud alag Apni adaa rakhte hain
Icc liay tu khud ko sb se judaa rakhte hain
Tum se pehly bhi kisi ne khoo diya tha mujhe
Tum se pehle bhe meri annaa se takraya tha koi
Munafiq chahron se waqif hon main jinaab
Wo alag baat hai akhtiraam krna fitrat main shamil
yaa smaa bhi hum ne daikha saar-e-khaak rul raahy hain
Ghul-o-angbeen ke maalik, mah-o-Kehkashaa ke paale
Tum kia ho waqat milaa tu soochy gy
attitude poetry in urdu 2 lines text
jinhein samandur k toofan be na hilla saka
hmaary azam ne wo chittanein bi torr daalein