A type of creative expression, girl attitude poetry emphasizes from a female perspective topics of confidence, empowerment, independence, and self-respect. This poetry frequently expresses inner strength, self-worth, and resiliency as well as a powerful, forceful voice. Often addressing personal experiences, social standards, or relationships, the tone could range from forceful and sassy to contemplative and motivating.
Girl attitude poetry in Urdu is a kind of Urdu poetry expressing the strong, confident, and independent personality of a female. Emphasizing a girl’s will to overcome challenges and societal expectations, it frequently stresses themes of self-respect, empowerment, and perseverance. This kind of poetry captures her inner fortitude, self-confidence, and delight in her uniqueness. Must Read Boys attitude poetry
Main Apni Marzi Ki Malik Hoon
Main apni marzi ki malik hoon,
Har soch se aage chalti hoon.
Zindagi ki raahon mein kabhi rukti nahi,
Har rukh ko apne hisaab se modti hoon.
Zamaana chahe jo bhi kahe,
Main apne raaste khud banati hoon.
Main woh hoon jo kabhi nahi jhukti,
Apne iradon ko aasmaan tak le jaati hoon.
Na dar, na khauf, na rukne ka irada,
Har paheli ka jawab main khud hoon.
Main apni marzi ki malik hoon,
Is duniya se beparwah khadi hoon.
Tum khud ko mera sakooon rehne du
dukhon ke liay sara jahan baaqi hai
Hamain Shayari Ka shouq kahan
Hum tu tairi chahat KI tafseer likhty hain
Paaish Krte hain tumhein harf-e-aqeedat
Hum tu tumhein dil ki tabeer likhty hain
Lgtaa hai Mehfil main utarna paary ga
dobara kuch log bhool gaye hain andaz hmara
Hum sb ai aisy shakhs ke mustahiq hain jo ya kahy ke
main app ko khoo nahi sakta
mukhtasir saa qayaaam hai bs
hum yaadein chorr kr chly jaein gy

khud ko acha dhikhaany ke liay
kuch log meri buraai krte hain
aarzoein fazool hoti hain
goyaa kaagiz ke phool hotii hain
har kisi ke naam par nahi ruktein
dharknein ba-asool hoti hain
us ne kaha bht daikhe hain tumhary jaisy
Main ne kaha brand hon main copy tu ho gi na
Mujhe Kamzoor samjhne ki ghlti mat krna
pyaar aor waar waqt aany py karon gi
personality attitude poetry in urdu
chup rehna bi aata hai hamain aor sunana b aata hai
tum ache ho tu th ha werna aaina daikhna b aata hai
mera waqt bdla hai mayaar nahi
tairi qismat bdlii hai auqaat nahi
nikaal rahi ho aap nuqas meri zaat se
ke mery paas b hai aaina dikhaaon kia
aor jisy tum kehti ko mayaar ya bazaar hai
ke pary hain parde jin ki aankhon py uthaaon kia
hum unhein kuch nahi samjhte
jo hud ko bht kuch samjhte hain
aahmiyat tu hum bs tameez main rehne walon ko daite hain
werna bdtameezon ko tu hm, uni auqaat main rahte hain
hum ne kb kaha hmain pasand kijiay
jayeya nikiliay shakal ghum kijiay
Hanasti hon tu wo be khush rehta hai
tazkraa aainey ka kr rahi hon logon ka nahi

zid main aa kar sb kuch tabaah kr dn
aabhi tum waqif kaha ho meri zid se
main jo bhi hon apny liay hon
kisi ko kaisa lgtaa hon parwaa nahi

safaai daina mjhe zaher lgtaa hai
aapne talluq khatam krna hai tu bismillah kijiay
bht km logon ko khaas rakhte hain
lakin jinhein rakhte hain ta-hayaat rakhte hain
zaher lehjoon main aa gya
saaanp junglon main jaa bsy
na anna hai mjh mn na gharoor hai
haan mgar izat-e-nafac zaroor hai

itne bi mohtaram nahi hain ap
aajazi meri tarbiyat main hai
ghulaam hon apne ghar ki tehzeeb ki werna
main logon ko unki auqaaat dhikhaany ka hunar rakhti hon
attitude poetry in urdu for girl

girls attitude poetry
murshid baat annaa par aa gai thi
murshid main mohabbatein mun par maar aya
Must read Phool poetry in urdu
attitude poetry for girl
Wo jo tuhmat Lgaate Hain Mujh Par
Mery Saber Ki Maar Kaaein GY
Sahi waqt par karwaa dain Gy haadon ka ahsas
kuch talaaab khud ko samundar samj bethy hain
Hmain shaair samj k yun nazar andaz mat kijiay
nazar hum phaair lain tu husan ka bazaar gir jaaye ga
Faraq bht hai tumhari aor hmaari taleem main
tum ne ustaado se seekha hai aor hum ne halaaton se
haara kar koi jaan be ly ly tu manzoor hai mujh ko
dhookha daine walon ko min phir moqaa nahi daitaa
aor ya jo kehty ho ke un ke saamne lafz nahi milte
wo humse aankhein jhukaa kar baat krte hain