gulzar shayari on love in hindi
gulzar shayari on love in hindi

50+ Top gulzar shayari on love in hindi

“Gulzar Shayari on Love in Hindi” refers to the romantic poetry written by Gulzar, one of India’s most celebrated poets, lyricists, and film directors. His love shayari (शायरी) is known for its:

  • Emotional depth

  • Simple yet impactful language

  • Metaphorical expressions

  • Elegance and subtlety

These shayaris beautifully capture the feelings of love, longing, heartbreak, and emotional intimacy.

तू कितनी भी खुबसुरत क्यूँ ना हो ए ज़िंदगी
खुशमिजाज़ दोस्तों के बगैर तु अच्छी नहीं लगती..!!

Tu kitni bhi khoobsurat kyun na ho ae zindagi
Khushmizaaj doston ke bagair tu acchi nahi lagti..!!

gulzar shayari on love in hindi

जिंदगी यूँ हुई बसर तन्हा…!

काफिला साथ और सफर तन्हा..!!

Zindagi yun hui basar tanha…!
Kaafila saath aur safar tanha..!!

gulzar shayari on love in hindi

तुमसे मिली जो जिंदगी, हमने अभी बोई नहीं..!

तेरे सिवा कोई न था, तेरे सिवा कोई नहीं..!!

Tumse mili jo zindagi, humne abhi boi nahi..!
Tere siwa koi na tha, tere siwa koi nahi..!!

gulzar shayari on love in hindi

“ये तुमने ठीक कहा है, तुम्हें मिला ना करू

मगर मुझे ये बता दो कि क्यों उदास हो तुम?”

Ye tumne theek kaha hai, tumhe mila na karu
Magar mujhe ye bata do ki kyon udaas ho tum?”

gulzar shayari on love in hindi

“तेरी यादों के जो आखिरी थे निशान,

दिल तड़पता रहा, हम मिटाते रहे…

ख़त लिखे थे जो तुमने कभी प्यार में,

उसको पढते रहे और जलाते रहे….”

“Teri yaadon ke jo aakhiri the nishaan,
Dil tadapta raha, hum mitaate rahe…
Khat likhe the jo tumne kabhi pyaar mein,
Usko padhte rahe aur jalaate rahe….”

gulzar shayari on love in hindi

तेरे-करम-तो-हैं इतने कि याद हैं अब तक,

तेरे सितम हैं कुछ इतने कि हमको याद नहीं

Tere karam to hain itne ki yaad hain ab tak,
Tere sitam hain kuch itne ki humko yaad nahi

gulzar shayari on love in hindi

शायर बनना बहुत आसान हैं…!

बस एक अधूरी मोहब्बत की मुकम्मल डिग्री चाहिए…!!

Shayar ban’na bahut aasan hai…!
Bas ek adhuri mohabbat ki mukammal degree chahiye…!!

gulzar shayari on love in hindi

कोई पूछ रहा हे मुझसे मेरी जिंदगी की कीमत…

मुझे याद आ रहा हैं तेरे हल्के से मुस्कुराना…

Koi pooch raha hai mujhse meri zindagi ki keemat…
Mujhe yaad aa raha hai tere halke se muskurana…

 

Romantic poetry in urdu

gulzar shayari on love in hindi

मेरे-तेरे इश्क़ की छाँव मे,  जल-जलकर! काला ना पड़ जाऊ कहीं !

तू मुझे हुस्न की धुप का एक टुकड़ा दे…!

Mere-tere ishq ki chhaanv mein, jal-jal kar! Kaala na pad jaun kahin!
Tu mujhe husn ki dhoop ka ek tukda de…!

gulzar shayari on love in hindi

चाँद रातों के ख्वाब

उम्र भर की नींद मांगते हैं ॥

Chaand raato ke khwaab
Umr bhar ki neend maangte hain॥

gulzar shayari on love in hindi

 

gulzar shayari on love in hindi

बहोत अंदर तक जला देती है,

वो शिकायते जो बया नहीं होती

Bahut andar tak jala deti hai,
Woh shikayatein jo bayaan nahi hoti..

gulzar shayari on love in hindi

अपने होठों से चुन रहा हूँ, तुम्हारी सांसो की आयतो को

की जिसम के इस हसीन काबे पे ,रूह सजदे बिछा रही है।

Apne hothon se chun raha hoon, tumhari saanson ki aayatein
Ki jism ke is haseen kaabe pe, rooh sajde bichha rahi hai।

Must Read: Love poetry in urdu

gulzar shayari on love in hindi

इक उर्म हुई मैं तो हंसी भूल चुका हूँ,

तुम अब भी मेरे दिल को दुखाना नही भूले ।

Ek umr hui main to hansi bhool chuka hoon,
Tum ab bhi mere dil ko dukhana nahi bhoole।

Must read best heat touching love shayari in Hindi

gulzar shayari on love in hindi

ज़िन्दगी उसकी जिस की मौत पे ज़माना अफ़सोस करे ग़ालिब
यूँ तो हर शक्श आता हैं इस दुनिया में मरने कि लिए ..!!

Zindagi uski jiski maut pe zamaana afsos kare Ghalib,
yun to har shakhs aata hai is duniya mein marne ke liye..!!

gulzar shayari on love in hindi

आज हर ख़ामोशी को मिटा देने का मन है..!

जो भी छिपा रखा है मन में लुटा देने का मन है..!!

Aaj har khaamoshi ko mita dene ka mann hai..!
Jo bhi chhupa rakha hai mann mein luta dene ka mann hai..!!

gulzar shayari on love in hindi

“कभी कभी तो आवाज़ देकर

मुझको जगाया ख़्वाबो ने..!”

“Kabhi kabhi to awaaz dekar
Mujhko jagaya khwaabo ne..!”

gulzar shayari on love in hindi

गुल से लिपटी हुई तितली को गिराकर देखो,

आँधियों तुमने दरख्तों को गिराया होगा..!

Gul se lipti hui titli ko gira kar dekho,
Aandhiyon tumne darakhton ko giraya hoga..!

gulzar shayari on love in hindi

Love shayari in hindi english

“पूछ कर अपनी निगाहों से बता दे मुझको,

मेरी राहों के मुकद्दर में सहर है कि नही..”

“Pooch kar apni nigaahon se bata de mujhko,
Meri raahon ke muqaddar mein sahar hai ki nahi..”

gulzar shayari on love in hindi

बहुत मुश्किल से करता हूँ, तेरी यादों का कारोबार,

मुनाफा कम है, पर गुज़ारा हो ही जाता है…

Bahut mushkil se karta hoon, teri yaadon ka kaarobaar,
Munafa kam hai, par guzaara ho hi jaata hai…

gulzar shayari on love in hindi

क्यूं इतने लफजो में मुझे चुनते हो,

इतनी ईंटें लगती है क्या एक खयाल दफनाने में?

Kyun itne lafzon mein mujhe chunte ho,
Itni eenten lagti hai kya ek khayaal dafnane mein?

gulzar shayari on love in hindi

होंठ झुके जब होंठों पर, साँस उलझी हो साँसों में…

दो जुड़वा होंठों की, बात कहो आँखों से.!!

Honth jhuke jab honthon par, saans uljhi ho saanson mein…
Do judwa honthon ki, baat kaho aankhon se.!!

gulzar shayari on love in hindi

तेरे उतारे हुए दिन पहनके अब भी मैं,

तेरी महक में कई रोज़ काट देता हूँ !!

Tere utaare hue din pehenke ab bhi main,
Teri mehak mein kai roz kaat deta hoon!!

gulzar shayari on love in hindi

“पलक से पानी गिरा है, तो उसको गिरने दो

कोई पुरानी तमन्ना, पिंघल रही होगी!!”

“Palk se paani gira hai, to usko girne do
Koi purani tamanna, pinghal rahi hogi!!”

gulzar shayari on love in hindi

एक सपने के टूटकर चकनाचूर हो जाने के बाद..

दूसरा सपना देखने के हौसले को ‘ज़िंदगी’ कहते हैं..

Ek sapne ke tootkar chaknachoor ho jaane ke baad…
Doosra sapna dekhne ke hausle ko ‘Zindagi’ kehte hain..

gulzar shayari on love in hindi

सुनो….ज़रा रास्ता तो बताना….

मोहब्बत के सफ़र से… वापसी है मेरी…..

Suno….zara rasta to batana….
Mohabbat ke safar se… wapsi hai meri…..

gulzar shayari on love in hindi

सुनो…जब कभी देख लुं तुम को….

तो मुझे महसूस होता है कि दुनिया खूबसूरत है….

Suno…jab kabhi dekh lun tumko….
To mujhe mehsoos hota hai ki duniya khoobsurat hai….

gulzar shayari on love in hindi

कैसे एक लफ्ज़ में बयां कर दूँ..!

दिल को किस बात ने उदास किया ..!!

Kaise ek lafz mein bayaan kar doon..!
Dil ko kis baat ne udaas kiya ..!!

gulzar shayari on love in hindi

खन खना खन है ख्यालों में..!

जरुर आज उसने कंगन पहने होंगे…!!

Khan khana khan hai khayalon mein..!
Zarur aaj usne kangan pehne honge…!!

gulzar shayari on love in hindi

हमें तामीर के धोखे में रखकर..!

हमारे ख्वाब चुनवाये गए हैं ..!!!

Humein taameer ke dhokhe mein rakkar..!
Hamare khwaab chunwaye gaye hain ..!!!

gulzar shayari on love in hindi

अब ये हसरत है कि सीने से लगाकर तुझको.!

इस क़दर रोऊँ की आंसू आ जाये…!!

Ab ye hasrat hai ki seene se laga kar tujhko.!
Is qadar rooon ki aansu aa jaaye…!!

gulzar shayari on love in hindi

आइना देख कर तसल्ली हुई

हम को इस घर में जानता है कोई

Aaina dekh kar tasalli hui
Humko is ghar mein jaanta hai koi

gulzar shayari on love in hindi

आँखों के पोछने से लगा आग का पता

यूँ चेहरा फेर लेने से छुपता नहीं धुआँ

Aankhon ke pochhne se laga aag ka pata
Yun chehra pher lene se chhupta nahi dhuaan

gulzar shayari on love in hindi

आँखों के पोछने से लगा आग का पता

यूँ चेहरा फेर लेने से छुपता नहीं धुआँ

Aankhon ke pochhne se laga aag ka pata
Yun chehra pher lene se chhupta nahi dhuaan

gulzar shayari on love in hindi

आदतन तुम ने कर दिए वादे…!

आदतन हम ने ए’तिबार किया…!!

Aadatan tum ne kar diye waade…!
Aadatan hum ne e’tibaar kiya…!!

gulzar shayari on love in hindi

लाज़िम था के देखे मेरा रास्ता कोई दिन और
तनहा गए क्यों , अब रहो तनहा कोई दिन और

Laazim tha ke dekhe mera raasta koi din aur
Tanha gaye kyun, ab raho tanha koi din aur

gulzar shayari on love in hindi

कितने शिरीन हैं तेरे लब के रक़ीब,गालियां खा के बेमज़ा न हुआ
कुछ तो पढ़िए की लोग कहते हैं,आज ‘ग़ालिब ‘ गजलसारा न हुआ

Kitne shireen hain tere lab ke raqeeb, gaaliyan kha ke bemaza na hua
Kuch to padhiye ki log kehte hain, aaj ‘Ghalib’ ghazalsara na hua

इश्क़ मुझको नहीं वेहशत ही सही,मेरी वेहशत तेरी शोहरत ही सही
कटा कीजिए न तालुक हम से,कुछ नहीं है तो अदावत ही सही

Ishq mujhko nahi vehshat hi sahi, meri vehshat teri shohrat hi sahi
Kata kijiye na taalluq hum se, kuch nahi hai to adaavat hi sahi

दिल से तेरी निगाह जिगर तक उतर गई ,दोनों को एक अदा में रजामंद कर गई

मारा ज़माने ने ‘ग़ालिब’ तुम को ,वो वलवले कहाँ , वो जवानी किधर गई

Dil se teri nigah jigar tak utar gayi, dono ko ek ada mein rajamand kar gayi
Maara zamaane ne ‘Ghalib’ tum ko, wo walwale kahan, wo jawani kidhar gayi

आप के बा’द हर घड़ी हम ने..!

आप के साथ ही गुज़ारी है…..!!

Aap ke baad har ghadi hum ne..!
Aap ke saath hi guzari hai…..!!

चूल्हे नहीं जलाए कि बस्ती ही जल गई

कुछ रोज़ हो गए हैं अब उठता नहीं धुआँ

Choolhe nahi jalaaye ki basti hi jal gayi
Kuch roz ho gaye hain ab uthta nahi dhuaan

एक ही ख़्वाब ने सारी रात जगाया है

मैं ने हर करवट सोने की कोशिश की

Ek hi khwaab ne saari raat jagaya hai
Main ne har karwat sone ki koshish ki

जब भी ये दिल उदास होता है.!

जाने कौन आस-पास होता है..!!

Jab bhi ye dil udaas hota hai.!
Jaane kaun aas-paas hota hai..!!

कभी तो चौंक के देखे कोई हमारी तरफ़

किसी की आँख में हम को भी इंतिज़ार दिखे

Kabhi to chonk ke dekhe koi humari taraf
Kisi ki aankh mein humko bhi intezaar dikhe

कल का हर वाक़िआ तुम्हारा था

आज की दास्ताँ हमारी है

Kal ka har waaqia tumhara tha
Aaj ki daastan humari hai

ख़ुशबू जैसे लोग मिले अफ़्साने में

एक पुराना ख़त खोला अनजाने में

Khushboo jaise log mile afsane mein
Ek purana khat khola anjaane mein

कितनी लम्बी ख़ामोशी से गुज़रा हूँ

उन से कितना कुछ कहने की कोशिश की

Kitni lambi khaamoshi se guzra hoon
Un se kitna kuch kehne ki koshish ki

उसी का ईमाँ बदल गया है

कभी जो मेरा ख़ुदा रहा था

Usi ka eemaan badal gaya hai
Kabhi jo mera khuda raha tha

ज़ख़्म कहते हैं दिल का गहना है

दर्द दिल का लिबास होता है

Zakhm kehte hain dil ka gehna hai
Dard dil ka libaas hota hai

ज़िंदगी पर भी कोई ज़ोर नहीं

दिल ने हर चीज़ पराई दी है

Zindagi par bhi koi zor nahi
Dil ne har cheez paraayi di hai

देर से गूँजते हैं सन्नाटे

जैसे हम को पुकारता है कोई

Der se goonjte hain sannate
Jaise hum ko pukaarta hai koi

दिल पर दस्तक देने कौन आ निकला है

किस की आहट सुनता हूँ वीराने में

Dil par dastak dene kaun aa nikla hai
Kis ki aahat sunta hoon veerane mein

दिन कुछ ऐसे गुज़ारता है कोई

जैसे एहसाँ उतारता है कोई

Din kuch aise guzarta hai koi
Jaise ehsaan utaarta hai koi

हम ने अक्सर तुम्हारी राहों में

रुक कर अपना ही इंतिज़ार किया

Hum ne aksar tumhari raahon mein
Ruk kar apna hi intezaar kiya

 

भरे हैं रात के रेज़े कुछ ऐसे आँखों में

उजाला हो तो हम आँखें झपकते रहते हैं

Bhare hain raat ke reze kuch aise aankhon mein
Ujaala ho to hum aankhen jhapakte rehte hain

हम ने माना कि तग़ाफ़ुल न करोगे लेकिन

ख़ाक हो जाएँगे हम तुम को ख़बर होते तक

Hum ne maana ke taghaful na karoge lekin
Khaak ho jaayenge hum tum ko khabar hote tak

जिस की आँखों में कटी थीं सदियाँ

उस ने सदियों की जुदाई दी है

Jis ki aankhon mein kati thi sadiyan
Usne sadiyon ki judaai di hai

मैं चुप कराता हूँ हर शब उमडती बारिश को

मगर ये रोज़ गई बात छेड़ देती है

Main chup karata hoon har shab umadti baarish ko
Magar ye roz gayi baat chhed deti hai

फिर वहीं लौट के जाना होगा

यार ने कैसी रिहाई दी है

Phir wahi laut ke jaana hoga
Yaar ne kaisi rihaai di hai

राख को भी कुरेद कर देखो

अभी जलता हो कोई पल शायद

Raakh ko bhi kureed kar dekho
Abhi jalta ho koi pal shayad

gulzar shayari on love in hindi

रात गुज़रते शायद थोड़ा वक़्त लगे

धूप उन्डेलो थोड़ी सी पैमाने में

Raat guzarte shayad thoda waqt lage
Dhoop undelo thodi si paimaane mein

gulzar shayari on love in hindi

रुके रुके से क़दम रुक के बार बार चले

क़रार दे के तिरे दर से बे-क़रार चले

Ruke ruke se qadam ruk ke baar baar chale
Qaraar de ke tire dar se be-qaraar chale

gulzar shayari on love in hindi

हम कहाँ के दाना थे किस हुनर में यकता थे

बे-सबब हुआ ‘ग़ालिब’ दुश्मन आसमाँ अपना

Hum kahan ke daana the kis hunar mein yakta the
Be-sabab hua ‘Ghalib’ dushman aasmaan apna

सहमा सहमा डरा सा रहता है

जाने क्यूँ जी भरा सा रहता है

Sehma sehma dara sa rehta hai
Jaane kyun jee bhara sa rehta hai

शाम से आँख में नमी सी है

आज फिर आप की कमी सी है

Shaam se aankh mein nami si hai
Aaj phir aap ki kami si hai

तुम्हारे ख़्वाब से हर शब लिपट के सोते हैं

सज़ाएँ भेज दो हम ने ख़ताएँ भेजी हैं

Tumhare khwaab se har shab lipat ke sote hain
Sazaaen bhej do hum ne khataayen bheji hain

वक़्त रहता नहीं कहीं टिक कर

आदत इस की भी आदमी सी है

Waqt rehta nahi kahin tik kar
Aadat is ki bhi aadmi si hai

 

वो एक दिन एक अजनबी को

मिरी कहानी सुना रहा था

Woh ek din ek ajnabi ko
Meri kahani suna raha tha

वो उम्र कम कर रहा था मेरी

मैं साल अपने बढ़ा रहा था

Woh umr kam kar raha tha meri
Main saal apne badha raha tha

यादों की बौछारों से जब पलकें भीगने लगती हैं

सोंधी सोंधी लगती है तब माज़ी की रुस्वाई भी

Yaadon ki bauchhaaroon se jab palkein bheegne lagti hain
Sondhi sondhi lagti hai tab maazi ki ruswaayi bhi

 

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *