Heart Touching Sad Poetry in Urdu |Best 2 Line Shayari 2025
Poetry has always been the voice of unspoken emotions. When words fail, shayari becomes the way to express pain, love, and heartbreak. Our main collection of sad poetry in Urdu brings together a wide range of verses, and within it, heart touching poetry holds a special place. If you are searching for heart touching sad poetry in Urdu, you’ve landed at the right spot. This selection features timeless couplets, 2-line shayari, and verses from famous poets that deeply connect with the soul.
Whether you want to update your WhatsApp status, share your feelings on social media, or simply read poetry that heals, here you’ll find verses that are truly unforgettable.
Best Heart Touching Sad Poetry in Urdu
Here are some deep and emotional verses that capture the essence of sadness and separation.

خواب ٹوٹنے پر بھی یادیں رہ جاتی ہیں
محبت ختم ہو جائے تو بھی کہانیاں باقی رہتی ہیں
آواز دے کے دیکھ لو شاید وہ مل ہی جائے
ورنہ یہ عمر بھر کا سفر رائیگاں تو ہے
Awaz De K Daikh Lo Shaid Wo Mil Hi Jaye
Werna Ya Umar Bhar Ka Safar Raigaa Tu Hai

Jaanta Hon Aik Aisy Shakhs Ko Main Bi Munir
Ghum Se Pathar Ho GYa Lakin Kbhi Roya Nahi
جانتا ہوں ایک ایسے شخص کو میں بھی منیرؔ
غم سے پتھر ہو گیا لیکن کبھی رویا نہیں

KHawab Hoty Hain Daikhny K liay
Un Mn Ja Kr Magar Raha Na Kro
خواب ہوتے ہیں دیکھنے کے لیے
ان میں جا کر مگر رہا نہ کرو

مدت کے بعد آج اسے دیکھ کر منیرؔ
اک بار دل تو دھڑکا مگر پھر سنبھل گیا
muddat ke ba.ad aaj use dekh kar “munīr”
ik baar dil to dhaḌka magar phir sambhal gaya

خیال جس کا تھا مجھے خیال میں ملا مجھے
سوال کا جواب بھی سوال میں ملا مجھے
Khayal jis ka the mujhe khayal mn milaa mujhe
sawal ka jawab bhi sawal mn mila mujhe

Adat HI Bnaa Li Hai Tum Ne Tu Munir Apni
Jis Shahar Main B rehna Uktaye Howay Rehna
عادت ہی بنا لی ہے تم نے تو منیرؔ اپنی
جس شہر میں بھی رہنا اکتائے ہوئے رہنا

Ab Kn Muntair Hai Hamary Liay Wahan
Sham A gai HAi Looat K Ghar Jaein Hum Tu KIa
اب کون منتظر ہے ہمارے لیے وہاں
شام آ گئی ہے لوٹ کے گھر جائیں ہم تو کیا

shahr ka tabdil honā shaad rahna aur udaas
raunaqen jitni yahan hain auraton ke dam se hain
شہر کا تبدیل ہونا شاد رہنا اور اداس
رونقیں جتنی یہاں ہیں عورتوں کے دم سے ہیں

Aa gai yaad shaam dhalty hi
bujh gya dil chiraag jalty hi
آ گئی یاد شام ڈھلتے ہی
بجھ گیا دل چراغ جلتے ہی

Kl Main ne usko daikha TU daikha Nahi gya
Mujh se bichhar kr wo b bht ghum se chuur tha
کل میں نے اس کو دیکھا تو دیکھا نہیں گیا
مجھ سے بچھڑ کے وہ بھی بہت غم سے چور تھا

Khawaishin Hain ghar Se Bahir Door Jany Ki bht
Shouq lakin dil mn wapis loat kr aany ka tha
خواہشیں ہیں گھر سے باہر دور جانے کی بہت
شوق لیکن دل میں واپس لوٹ کر آنے کا تھا
میں تو منیرؔ آئینے میں خود کو تک کر حیران ہوا
یہ چہرہ کچھ اور طرح تھا پہلے کسی زمانے میں

Munir acha nahi lgta ya taira
Kisi ke hijar Main Bimaar hona

کسی اکیلی شام کی چپ میں
گیت پرانے گا کے دیکھو
Kisi Akaili Shaam ki Chup Main
Gheet Puraany Gaaa Ke daikho

zinda rahein tu kia hai , jo mar jaein tu kia
Duniya se Khamshi se guzar jaein tu kia

Nend ka ghulabi se khumaar aankhon mn tha
Yun Lgaa Jaisy Wo shub ko dair tak sooya nahi

Munir Icc khoob surat zindagi Ko
Hmaisha Aik sa Hona Nahi hai

Meri sari zindagi ko be-samar usne kiya
Umar Meri thi magar usko basar usne kiya

Hai Munir tairi Nigaa main
Koi Baat Gehray Malal Ki

Us gali ne ya sun ke sabar kiya
Jaany waly yahan ke thy hi nahi

Kitni dil kash ho tum kitna dil Jo hon Main
Kia sitam hai ke hum loog mar jaein gy

Aur tu kia tha baichny k liay
Apni Aankhon Ke KHawab Baichy hain

Sad Heart Touching Poetry in Urdu 2 Lines
Yaaro kuch tu ikar kro uski qayamat baanhon ka
wo jo simatthy hon gy un mn wo tu mar jaaty hon gy

اب مری کوئی زندگی ہی نہیں
اب بھی تم میری زندگی ہو کیا
aab meri koi zindagi hi nahi
Ab bi meri zindagi ho kia

Kuch tu hawa be sard thi kuch tha taira khayal bi
Dil Ko khushi ke sath sath hota raha malal bi

kaisy keh dn ke mujhe chorr diya hai us ne
Baat tu sach hai magar baat hai ruswai ki

Kuch aor bi hain kaam hmain aa Gham-e-Janaaa
Kub tak koi uljhi hui zulfon ko sanwaary

Jin ki khatir shahar bi chorrA jin k liay bednaam howay
Aaj wohi hum se beghaany beghaany se rehty hain

yun bicchrna bi bht asan na tha icc se magar
jaty jaty uska wo murr kar dobara daikhna

sari duniya K ghum Hamary Hain
Aor sitam Ya hai Ke Hum Tumhary Hain

Ya Mujhe Chain kyun ni parrta
aik hi shakhs tha jahan mn kia

us ghali ne ya sun ke sabar kiya
Jany waly yahan k thy hi nahi

Mustakil Boltaa hi rehta hon
kitNa Khamoosh hon main ander se

kon icc ghar ki daikh baaal kary
roz ik chizz toot jati hai

Labon Py Haraf Rijaz Hai ziraa Utaar Ke Bi
Main Jashan Fateh-e-Manata Hon Jung Haar Ke B

Sanwari Na Gur Jo zulf Kisi Meh Jabeen Ki
Wallah! Jawan Tum Ne Jawani Tabah Ki

Heart Touching Love Poetry in Urdu
Love is the other side of sadness. Just as pain inspires poetry, so does love. Here are a few verses of heart touching love poetry in Urdu that capture the beauty of emotions:
Kon Sood-o-zayaan Ki Duniya mn
Dard-e-Ghurbat Ka Sath Daita Hai
Jub Muqabil Hon Ishq aur dolat
Husan Dolat Ka sath Daita hai

Sarkon Py sard Raat Rahi Meri Humsafar
Aankhon Main Mary Sath Thakhan Jaagti Rahi

Hum G Rahy Hain Koi Bahana Kiay begair
Us k Begair, uski Tamana Kiay Begair

Zindagi Ki dhoop Main Marjaa Gya Mera Shabab
Aab Bahar AAi tu kia? Abar-e-Bahar aya Tu Kia?

Tabiat Khush Hui zara C Dil Bahal Gya Mera
Ik Insaan se kl, Be-hisaab Batein Huein

Usey Kehna Apny liay Duaye Khair Karaya Kry
Kahein Meri siskiyaan Usey Barbaad Na Kr Dain

Tair Tasweer Doob Jaye gi
Ashak Aankhon Mn Yun Bhary Howay Hain
Tu Kbhi Ishq Kr tu Samjy ga
Kis Museebat Main Hum Pary Howay Hain

Tujhy Ab bhool Jany Ka Irada Kar LiYa Hai
Bharoosa Ghalaban Khud par zyada Kr liya hai

Judaiyun Ke Zakham Dad-e-zindagi Ne Bhar Diay
Tujhhy Bi Nend aa gi Mjhe Bi Sabr A gya

Humein Ahmiyat Tak Na Di Gai
Aor hum Jaan de Rahy Thy

Chlo Bikharny Daity Hain zindagi Ko
Sambhalny Ki b Aik had Hoti Hai

DiL Tu Kia Chiz Hai, Hum Rohon main utary Hoty
Tu ne Chaha Hi Nahi Chahny walon ki Tarah

kabhi Daikha Na aankh bhar Ke usey
Bhar ke daikha TU Annkh Bhar aai

Zara Saa Jhoot hi Keh du k tum bin dil nahi lgta
Hmara Dil Bahel Jaye tu Tum Phir se Mukar Jana

Hum Be Dil KhaRab Se Bezair Hain Magar
KIa Kijiay Ke Baat Nahi Akhtiaar Ki


Deep Heart Touching Poetry
Dil Na umeed tu nahi Nakam hi Tu hai
Lambi Hai Ghum ki shaam, magar Shaam Hi Tu hai

MohaBBat Main Ya Qabahat Hai K Jis Se Mohabbat
Ho jaye Us ke Sahar se Khud ko ASaani
se Azaad nahi kiya jaa sakta kyunk
us azzaadi se dil ko bht taklif hoti hai

Tum Ne Roothny Main Jaldi ki
Bichhar TU Waise Bi Jana Tha

Tum Haseen Ho Tu Kia hum Mar Jaein Tum Par?

Khizaan Sirf Darakhton Aor Unke
Paton par hi nahi utarti Dilon mn be
utarti hai aor badan ko zardi se bhar daiti hai

chorrny waly kia janein
yadon Ke Boojh Kitny Bhari hoty

Kuch Log Sunaa Rahy thy mujhe Ghum Apna apna
Unhein kia maloom ke main ander se toot chuka hon

Main Chachti Hn Aisa Mojaza Ho k Jub Shabab
pighal jaye aor husan dhul jaye phir bi aankhon
main aik dojay ka akas aor mohabbat mehv-e-Raqas HO

waqt waqt ki baat hai
werna apki kia auqaat hai

kia kaha bhool jaon tumhein
jao bhala diya kia yaaad kro gy

aandaz mujhe bhi aaty hain nazar andaz krny k
magr tu b takleef se guzray ya humein ghawara nahi

Modern Sad Shayari Collections
mujh pr apna ishaq yun hi bar-qarar ehne du
barra haseen hai ya qarz mujhe qarazdaar rehne du

kia hoti hai be-wafai tujhr kr k dhikhaa dn ga
kisi dhookhy mn na tu rehna tujh pal mn bhala dn ga

qayamat hai taira yun bn sanwar k saamny aana
hmary dil ki chorr aainy py kia guzarti hogi

mat daikh koi gunahgaar hai kitna
ya daikh k tairy sath wafadaar ha kitna

nahi mushkil wafa zara daikho yahan
tairi aankhon mn bstaa hai jahan mera

mery andr kuch tootaa hai
dua kro aaitbaar na ho


tumhari be-wafai par fidaa hoti hai Jaan apni
khudaa jaane agar tujh mn wafaa hoti tu kia hotaa

aor kkai saal mohabbat krny k bd usey yaad aya
ghar waly bht sakhat hain nahi maanein Gy

bht zoor se hansaa mn bari mudatton k bd
aaj phir kaha kisi ne mera aaitbar kijiay

Mily ga kia dilon mn nafratein rakh k
barri mukhtasir si zindagi hai muskara k milaa kro

تمہاری یادوں کا بوجھ ایسا ہے
نہ جیا جاتا ہے، نہ مرا جاتا ہے
Conclusion
Heart touching sad poetry in Urdu speaks directly to the soul. From classic poets like Ghalib and Shakir to modern short couplets trending in 2025, this collection offers a wide range of verses to express grief, longing, and silent love. Whether you’re searching for deep shayari, 2-line status poetry, or simply words that reflect your emotions — this collection will always resonate with your heart.