Poetry classified as romantic poetry began in the late eighteenth century. It emphasizes feelings, the surroundings, and personal experiences. Poets in this manner convey strong emotions, usually related to love, beauty, and the natural surroundings. Romantic writers also cherish creativity and personal liberty. They hold that reason and logic are secondary to emotions. Prominent romantic writers among others are Lord Byron, Samuel Taylor Coleridge, and William Wordsworth. Romantic poetry frequently honors the inner world of the poet, creativity, and nature.
Romantic Poetry in Urdu
Romantic poetry in Urdu is called “رومانوی شاعری” (Romantic Shayari). It focuses on emotions, personal feelings, and the beauty of nature, similar to English romantic poetry. This style of poetry expresses love, longing, and deep emotions, often with a focus on the inner world of the poet. Nature is frequently used as a symbol for emotions and spirituality. Famous Urdu romantic poets include Mirza Ghalib and Faiz Ahmed Faiz. Romantic poetry in Urdu is known for its elegant expression of love, beauty, and human emotions, often with a sense of nostalgia or idealism.
Suno
Tum mera hath pakar Kar
apne dil par rakh du aor kaho mujh se
ya tumhara tarjumaan hai
ICC ki hakim ho tum
yahan tum begair aziaton ke reh sakti ho
mujhe mousam see kia laina
November ho December ho
mere sb rung tujh see hain
baharoon ke khizaaon ke
yun dharakta hai kis waqt adam dil mera
jaisy unko meri halit ki khaber hoti hai
tu mat ho pareshan aa jaan-e-tamana
dil dharkta bi wohi hai jahan Mohabbat hoti hai
Mujhe tum see wo haqeeqi ishq hai meri jaan
jo Hed main reh kr be-hed kiya jata hai
Phir uske saamne kuch bi na dil nasheen lgaa
wo muskraty howay icc qadar haseen lgaa
پھر اُس کے سامنے کچھ بھی نہ دل نشیں لگا
وہ مسکراتے ہوئے اِس قدر حسین لگا
Romantic poetry for wife in urdu
Misl-e-Khushboo mery aangan main bikhar jaate ho
tum sar-e-shaam dil main utar jaate ho
khud py naaz kro shouq se lakin socho
yaa mera ishq hai tum jis se nikhar jaaty ko
Nahi krte shareek taire khayal main kisi aur ko
hum taire khayal ka bi bht khayal rakhte hain
نہیں کرتے شریک تیرے خیال میں کسی اور کو
ہم تیرے خیال کا بھی بہت خیال رکھتے ہیں
Tu mera wajood hai koi akas thorri hai
tu meri kul kaainaat hai ik shakhs thorri hai
تو میرا وجود ہے کوئی عکس تھوڑی ہے
تو میری کل کائنات ہے، ایک شخص تھوڑی ہے
Mujhe milnaa hi tum se icc jahaan main
jis jahann mn bichharne ka rawaaaj hi na ho
مجھے ملنا ہی تم سے اِس جہاں میں
جس جہاں میں بِچھڑنے کا رواج ہی نہ ہو”
Mayasar Hazaar chahtein hain mager
Haye wo shahkhs meri jaan hai
میسر ہزار چاہتیں ہیں مگر
ہائے وہ شخص میری جان ہے
Tairi jaanib aa raha hon rooh ki taskee ko mn
hasratein dil ki main duniya main nikaal aya bht
Us ko aate hi nigaahon ko jukaa ln werna
daikh lo gy tu lipatne ko b g chahy ga
2 line urdu poetry romantic sms
dil ki dharkhan ko suna ghour se kl raat adeel
jis ko main dhondhta rehta hon bsaa hai mjh mn
Usne aanchal se nikaali meri ghum-gashta byaaz
aur chupke se mohabbat ka warq morr diya
unko bhoole howay apne hi sitam yaad aaye
jb kisi gair ne tarpaya tu hm yaad aye
Aaj ki shaam guzarein ge hum shatri main
baarish ho gi khabrein sun kr aya hon
mujh se tu dil bhi mohabbat main nahi kharch howa
tum tu kehte the ke us kaam main ghar lgtaa hai
shamm dhaly yaa soch ke bethe hum apni tasweer ke pass
sari ghazlein bethi hon gi apne apne meer k pass
raat tairi yaadon ne dil ko icc trah sharra
jaisy koi chutki le naram naram gaaalon main
tukraa gya wo mujh se kitaabein liay howay
phir mera dil aor uski kitabein bikhar gaein
Daikho ya kisi aor ki aankhein hain ke meri
daikho ya kisi aor ka chahra hau ke tum ho
hum kb dur nikil aaye hain chlty chlty
aab thahar jaaein kahein shamm ke dhalte dhalte
Romantic uedu shayari 2 lines
us qadar bi tu naa jazbaat py qabuu rakho
thakh gaye ho tum mery kaandon py bazzoo rakho
dil main tofaan ho gya barpaa
tum ne jb muskraa ke daikh liya
aik bhoose ke talabgaar hain hum
aor maangein tu gunah-gaar hain hum
ایک بوسے کے طلب گار ہیں ہم
اور مانگیں تو گنہ گار ہیں ہم
دھمکا کے بوسے لوں گا رخ رشک ماہ کا
چندا وصول ہوتا ہے صاحب دباؤ سے
be-khudi main ly liya bhoosa khata kijiay muaaf
Ya dil betaab ki saari khtaa thi main na tha
mil gaye the aik baar usk jo mery lub se lub
umar bhar honton py apne main zubaa phairaa kiay
Bhoosa-a-rukhsaar par takrar rejne dijiay
lijiay ya dijiay inkaar rehne dijiay
Bhooosa daite nahi aor dil py hai har lehzaa nigaah
g main kehte hain ke mufat aaye tu maal aacha hai
romantic poetry in urdu text
bhoosa jo rukh ka daite nahi lub ka dijiay
ya hai misl ke phoool nahi pankari
aik bhoosa hont par phailaa tabassum bn gya
jo hararat the meri uske badan main aa gai
Bhoose apne aariz ghulfaam ke
laa mjhe de de tairy kis kaam ke
badan ka sara lahu kheench ke a gya rukh par
wo aik bhoosa hmain de ke surhkharo hai bht
2 line urdu poetry romantic sms copy paste
لفظ بوسے پہ شاعری
lutate hain wo dulat o husan ke bawar nahi aata
hmain tu aik bhoosa bi bari mushkil se milta hai
romantic urdu shayari 2 lines
Jaldi talab bhoosa py kijiay tu kahy wah
aisa usy kia samje ho tum mun ka niwala