kehte na the hum dard miaan chorro ya batein
paai na saza aor wafa kijiay us se
taire hi ghum main mar gaye sd shukr
aakhir ik din tu hum ko merna tha
taire saloook ka ghum subah-o-sham kiya krte
zara c baat py jeena haraam kia krte
shouq charrhti dhoop jata waqat gutthi shaaon hai
ba-wafaa jo aaj hain kl be-wafaa ho jaein gy
us ne awara mizaaji ko naya morr diya
paa baa zanjeer kiya aor mjhe chorr diya
kuch din ke bd us se judaa ho gaye Munir
uss be wafa se apni tbiat nahi mili
yaa hmein hain ke taira dard shupaa kr dil main
kaam duniya ke baa dastoor kiay jaate hain
dil siraapa dard tha wo ibtadaaye ishq thi
intihaa ya hai ke faani dard ab dil ho gya
2 line urdu poetry copy paste about life
ho durr is trah ke taira ghum judaa na ho
paas aa tu yun ke jaise kabhi tu mila na ho
aaye kuch abar kch shiraab aye
us ke bdaye jo azaab aye
yaa aaik abar ka tukra kahan kahan barse
tamam dashat hi pyasa dhikhaai daita hai
abar barse tu anayat uski
shaakh tu sirf dua krti hai
falak par urrhty jaate baadilon ko daikhta hon main
hawa kehti hau mujh se ya tamasha kaisa lgta ha
barsaat ka maza taire gaaiso dhikhaa gaye
akas aasman par jo para abar shaa gaye
Must read: Barish Poetry
insaa ki khawaeishon ki koi intihaa nahi
du ghaz zamee bh chaiay du gha kafan ke bd
mujhe ya dar hai tairi aarizo na mit jaye
bht dinoo se tbiat meri udaas nahi
tumhari yaad main jeene ki aarizo hai abhi
kuch appna haal sambhalon agar ijazat ho
aarzo tairi barqarar rahe
dil ka kia hai raha raha na raha
yahan kisi ko bhi kuch hasb-e-aarzo na mila
kisi ko hum na mile aor hum ko tu na mila
Must Read: poetry in urdu 2 lines
ya arzo bi bari chi hai magar hum dum
wisaal-e-yaaar faqat aaro ki baat nahi
tairi aarzo tairi justajoo main bhaatak raha tha gali gali
meri daastan tairi zulf hai jo bikhar bikhar ke sanwar gai
naa umeedi barrh gai hai icc qadar
arzo ki arzo hone lgi
gham-e-zamana ne majboor kr diya werna
ya aarzo thi ke bs tairi arzo krte
khawab, umeed , tamanaein, talluq, rishte
jaan ly laite hain akhir ya sahare saare
bahane aor bi hote jo zindagi ke liay
hum aik baar tairi aarzo bi khoo daite
sb khawaeshein purri hon Faraz aisa nahi hai
jaaise kai ash-aar mukamal nahi hote
mohabbat sooz bi hai aor saaz bi hai
khaamoshi bhi ha ya awaz bi hai
wo khush kalam hai aisa ke us ke pass hmain
taweel rehna bhi lgta hau mukhtasir rehna
lehjaa ke jaise subah ki khushboo azan de
g chahta hai main tairi awaz choom ln
khuda ki us ke gale main ajeeb qudrat hai
wo bolta hai tu ik rooshni hoti hai
sbar py dil ko tu amada kiya hai lakin
hosh urr jate hain ab be tairi arzo ke sath
bolte rehna kyun ke tumhari baaton se
lafon ka ya behta darya acha lgta hai
mout khamoshi hai chup rehne se chup lg jaye gi
zindagi awaz hai batein kro batein kro
chup gaye wo saazo hasti chaair kar
ab tu bs awaz hi awaz hai
Must read: Phool Poetry in urdu
aik awaz ne toorri hai khamooshi meri
dhoondhta
min usko khoo ke be us ko pukaarti hi rahi
ke sara rabt tu awaz ke safar ka tha
raat ik ujary maka par jaa ke jb awa di
goonj uthy baam-o-dar meri sadaaaaaaa ke saamne
kbhi tu asmaa se chand utare jaam ho jaye
tumhare naam ki ik khoobsurat shaam ho jaye
jitni batni thi bat chuki ya zamee
ab tu bs aasman baqi hai
zara samj ke yun na mila mujh ko khaak main
aa asman main be kbhi aftaabb tha
aasman apne iraadon main magan hai lakin
aadmi apne khayalat liay phirta hai
hum kis ko gawah kia krte
icc khuly aasman ke aage
darta hon aasman se bijli na gir pare
sayad ki nigaah sooye aashyaa nahi
aasmaa aik sulagtaa howa sahraa hai jahan
dhoondhta phirta hai khud apna hi saya soraj