Love poetry is a subset of poems concerning emotions of love and affection. It conveys feelings of passion, longing, and respect for someone in particular.
This poetry could address the melancholy of lost love or the pleasure of marriage. They frequently illustrate the power of love employing symbols and imagery. Many well-known writers, like Shakespeare and Rumi, have created beloved love poetry until today. From early infatuation to lengthy, committed relationships, love poetry may capture many facets of love.
Urdu Love Poetry (Urdu love Shayari)
People often write Urdu love poetry, also called “Urdu Shayari or urdu poetry,” which is a famous type of poetry that shows love, longing, desire, and beauty. It’s usually about love, the pain of being apart, and the happiness of being in love. Rich, beautiful words and metaphors are used in Urdu love poems to show strong feelings.
People know Mirza Ghalib, Allama Iqbal, Faiz Ahmed Faiz, and Parveen Shakir for their beautiful love poetry written in Urdu. “Ghazals” and “nazms,” which are traditional Urdu types of poems, are often used in this style. It is an important part of South Asian writing and society, and the themes can range from deep romantic love to spiritual love.
ہم جس کو بھی ملے
عارضی ملے۔۔
لیکن جب تجھے ملے
تو تجھے واقئی ملے۔
دنیا میں اور کچھ ملے
یا نہ ملے۔۔
مگر من چاہا شخص زندگی
میں لازمی ملے۔
تم میری حیات کا وہ خوبصورت عنوان ہو
جسے میں نے اپنی روح کے صفحات پہ درج کیا ہے
तुम मेरे जीवन का खूबसूरत शीर्षक हो
जिसे मैंने अपनी आत्मा के पन्नों पर दर्ज कर लिया है
Tum Meri hayat ka wo khoobsorat Aunwaan ho
Jisy Main Ne Rooh Ke Safhaat Main Daraj Kia hai
تمہارے ہونٹوں پہ
میرے ہونٹوں کی تشنگی کے
سراب ہوں گے
تمہاری آنکھوں میں
😘 میری نیندوں کی حکمرانی سفر کرے گی
TumHary Honton Py
Mery Honton KI tashangi
Ke Siraab Hon Gy
Tumhari aankhon Main
Meri Nendon Ki hukamrani Safar Kry Gi
Us Ke Honton Py Rakh K Hont apny
Baat hi Hum Tamam Kr rahy Hain
Mohabbat KI Shaam Jlaa Ke Tu daikho
zara Dil ki Duniya Sajaa Kr Tu Daikho
Tumhein Ho Naa Jaye Mohabbat Tu Kehna
Zara Hum se Narein milA ke tu daikho
Main Nahi maanti ke tumhary Hont
Sirf baaat krne k liay bnaaye gaye hain
aor tumhari aankhein sirf daikhne k liay
wo mujh se pooch rahi hain
Mery chahry Py ronaq Ka sabab
Unhein Btaao ke
Duniya ko khbaer kia hai, Mery zooq-e-Naar KI
Tum mery liay rung ho, khusboo ho, Zyaa ho
Yun tairi nigaahon main asar dhoondh raha hon
jaisy ke tujhy, dil k dharkany ka ptaa ho
meri sansein hain mohabbat ki ba-doolat qaim
tum jo kehti ho tu main us se mukar jtaa hon
qaid krny ka mjhe jub bi kbhi soochti ho tum
ataaar ki trah hawaon main bikhar jtaa hon main
Khushi daikhty hain, Na Ghum dakhty hain
Lafz Tairi merzi ko hum daikhte hain
kbhi un nigaahon se tum be tu daikho
tumhein jin nigaahon se hum daikhty hain
Yaqeen jaan ke tu pehli tarjeehat main hai
Yaqeen Jaan ya duniya aahm nahi hai mujhe
hazaroon loog hain aatraaf main mery lakin
Tairy ilawaa koi muhtarmaa nahi hai mujhe
phone py bhoose laiti thi wo mery
hont bn jaaty the mery kaan py
aaaj tak choo kr ussey daikha nahi
Hum gaaly bhi milte the lakin call par
us ko daikha tu masawur se mera rabt barrha
main ne us shahkhs main qudrat ke naazaary daikhe
yaar uss shahkhs main kch baat alag hai werna
us se phly be kaai log hain pyaary daikhe
shouq hai us dil darendah ko
Aap ke hont kaaat khany ka
so daikh kr tairy rukhsaar-o-Lub yaqee aaya
ke phool khilty hain gull zaar ke ilawa bhi
kitny sheerein hain tairy lub ke raqeeb
Gaaliyaan khaa ke be-mazza na howa
Love poetry in Urdu Text
Shero shayari Love urdu
Love shayari Urdu Text
Best Love shayari in Urdu
Deep love poetry in Urdu
Deep Love shayari in Urdu