Friendship quotes in Urdu 2 Lines, often referred to as “دوستی کے اقوال”, carry profound meanings about the value and beauty of true companionship. Urdu, a language rich in poetic expression, provides an eloquent way to express the emotions surrounding friendship. These quotes often emphasize trust, loyalty, and the emotional bond between friends, portraying friendship as one of life’s greatest treasures. One popular quote, “دوست وہ ہے جو مشکل وقت میں آپ کا ساتھ دے” (A friend is someone who stands by you in difficult times), highlights the importance of standing by your friends through thick and thin.
Another well-known quote is “دوست خوشبو کی طرح ہوتے ہیں، جو زندگی کو مہکا دیتے ہیں” (Friends are like fragrances that make life more beautiful), illustrating how true friends enhance life’s experiences. Urdu friendship quotes often blend wisdom with warmth, reflecting the deep cultural emphasis on relationships. These expressions are cherished in everyday conversations, poetry, and writings, celebrating the essence of friendship. You should also read and enjoy friendship poetry in urdu
dost ki ghalti raait par likho taa ke paani ussey mitta de aor
usk ahsan pathar par likho taa ke koi ussy mitaa na sake
laazmi nahi ke zindagi doolat se mala maal ho hum tu ache
doston ko hi zindagi ki doolat samajthe haib
saache dost khushiyun main zeenat aor pareshaniyun
main sahara hote hain
maangi thi ya dua rub se dost daina jo ho alag sb se khuda ne milaa diya
tum se aor kaha khayal rakhna anmool hain seb se
acha dost jitna bhi naraz ho wo dushman ki saaf main khara nahi hota
shreekon se kehna jalna chorr dain dost khuda
daita ha log nahi
kuch dost dost nahi dil ka sakoon hite hain
dost be-shak aik ho magar aisa ho jo alfaz se ziada khaamoshi samjhe
Allah ki bahtreen namat mukhlis dost hai
Sad Friendship Quotes in Urdu
mukhlis aor achr dost phoolon ki trah hote hain
dost, kitab, raasta aor soch ghalat hon tu gumraah kr daite hain
dost ka ghussa bev-qoof ki mohaabt se bhtreen hai
duniya maib agar koi Dozaakh hai tu wo nadaan ki dosti hai
zindaa rehna ke bahane dhoondhein aao dost puraane dhoondhein
dost jb ze-waqar hota hai dosti ka mayar hota hai
dost bhi shoota lafz hai yara tu tu jaan hai apni
jis ka ghuusa ziada hai usk dost km hain
mohabbat main dhikhaway ki dosti na mila
agar gaale nahi milbna tu hath bhi na milaa
dosti insaan ko khud se ziada pyaar karne ki adat daiti hai
dost wo hai j hamari khushi min bi khush hota hai
dost dost nahi dil ki wafa hote hain
mehsoos tb hote hain jb wo judaa hote hain
doston se bichhar kr jaani kameeny the magar ronaq unhi se thi
na kisi ki chahaat thi na paarne ka jazba tha
hm kameeny the aor akhri bench py qabza tha
mujhe na kisi ka dil, na kisi ki jaan chiay
dil ka haal jo samaj sake wo insaan chiay
dost tu rukhsat ho jaate hain par dosti ke pal hmaisha yaad aate hain
bhool jana tu insaan ki fitrat hai
zindagi main dost nahi doston main zindagi hoti hai
sitaare aor dsot aik jaise hote hain
chahay kitne hi taweel faasle par hon unki roshni ap tk pohanchti rehti hai
sath zindagi main agar ache dost ka howa
zindagi jannat se km nahi hoti
toota nahi kbhi mery dil se tairi dosti ka rishta
guftago ho ya na ho tairi yaad zarror aati hai
be khabar ho gaye hai kuch dost ab hmari zarorat mehsoos hi nai krte
ho hr dm sath rehte the ab kharaiat bhi maloom nahi
jb dosti sachi ho tu baar baar sabat krne ki zarorat nahi rehti
agar aap ke paas ache dost hain apki
zindagi main kitini bhi pareshaniyan haon apko hasaane wale apk sat hon gy
dost bnane parhte hain dosti koi haadsa nahi
sache doston ko btana nahi parrta ke main apko dost
hon aik sacha dost sunsaan jungle main ja kar apko ghar pohchaa sakta hai
aik dost jis ke sath baat krne main apko ziada sochna nahi parhta
in teen dston se bhter hai jin
ke sath ap achi trah baat nahi kr sakte
begair merzi ke hum mile aor apni merzi se hum dost bny
dosti khusiyan barhati hai apne ghum aor mushkalat baantne se aor
mil kar in ka muqabila krne se
do chizon ka kbhi bhi peecha nahi krna parhta aik sache dost aor sache pyar ka
dost be-shak aik ho magar aisa ho alfaaz se ziaada khaamshi smajhe
meri dsoti ke saare ahsaas le lo dil se pyaar ke sb jazbaat ly lo nahi chorrein gy sath tumhara chaqhy uss dosti ke hazaaron imtihaan le lo
kisi shaam mujhe bi yaad kr liya kro yaaro main dost purana hi sahi
magar abhi zinda tu hon
kuch bi nahi hai meri zindagi bs itna samaj le ke
taira dost hona hi meri shaan hai
sache dsot ki misaal aanso ki trah hoti hai jb
bi dil khafa hota tu wo aa jata hai