Urdu poetry on eyes (also called Ankho ki poetry, ankhein shayari, poetry on eyes, urdu shayari on eyes) often delves into the deep emotions and unspoken feelings that eyes convey. In Urdu literature, eyes are frequently described as mirrors of the soul, reflecting love, sorrow, longing, and joy without the need for words.
Poets explore how a simple glance can express volumes, capturing the essence of human emotions in a way that is both delicate and profound. Eyes are often portrayed as windows to hidden desires and secrets, revealing the unspoken dialogue between hearts.
In many Urdu verses, eyes symbolize a connection that transcends language, embodying the silent conversations between lovers or the depth of a person’s inner world. Whether expressing affection or heartbreak, the beauty and mystique of eyes are central themes in Urdu poetry, often leaving the reader enchanted by the elegance with which poets articulate their power to communicate.
Through metaphor and imagery, eyes become more than a physical feature—they are a gateway to understanding the human soul.
tumhari aankhon ki toheen hai zara socho
tumhare chahne wale ab sharab peete hain
log kehte hain ke tu ab bi khafa hai mujh se
tairi aankhon ne tu kuch aor kaha hai mujh se
tairi aankhon ka kuch qasoor nahi
han mujhi ko kharab hona tha
taire jamal ki tasweer khainch dn lakin
zubaan main aankh nahi aankh main zubaan nahi
khuda bchaaye tairi mast mast aankhon se
farishta ho tu bahek jaye aadmi kia hai
kabhi kabhi tu shalak parti hain yun hi aankhein
udaas hine ka koi sabab nahi hota
jo in masoom aankhon ne diay the
wo dhookhe aaj tk main khaa raha honn
aaik aanso bi hakoomat ke liay khatra hai
tum ne daikha nahi aankhon ka samundar hona
ik haseen aankh ke ishaare par
qaafle raah bhoool jate hain
aankh rehzan nahi tu phir kia hai
loot laiti hai qaafila dil ka
aankheiin jo uthaye tu Mohabbat ma ghumaa ho
nazroon ko jhukaaye tu shakayat c large hai
aankhein dikhlaate ho jobin tu dhikhaao sahab
wo alag baandh ke rakha hai jo maal acha hai
shabnam ke aanso phool pr ya tu wohi qisaa hai
aankhein meri bheegi hui chahra utraa utraa howa
Must Read and Enjoy: Phool poetry in Urdu
haseen tairi ankhein haseen taire aanso
yahein doob jaane ko g chahta hai
icc qadar rooya hon tairi yaad main
aaine aankhon ke dhundhale ho gaye
Urdu Shayari on eyes
laarhne ko dil jo chahe tu ankhein laraiay
ho jung bi agar tu maze dar jung ho
aankh se aankh jb nahi milti
dil se dil hum kalam hota hai
uski aankhon ko ghour se daikho
maandaron main chiraag jalte hain
paaimana kahe hai koi meh-khana kahe hai
duniya tairi ankhon ko bi kia kia na kahe hai
zara daair bethe the tanhaai main
tairi yaad aankhein dhikhaane lagi
in jheel cc gehri aankhon main
ik laher c hr dum rehti hai
log nazron ko bi paarh laite hain
apni aankhon ko jhukaye rakhna
meer in neeem baaz aankhon main
sari masti shiraab ki c hai
jb taire naain muskrate hain
zeest ke runj bhool jate hain
in ras bhari aankhon main haya khail rahi hai
wo zaher kr pyalon main qaa khail rahe hai
ab tk meri yadon see mitaaye nahi mitta
bheegi hui ik shaam ka manzir tairi ankhein
aankh se aankh milana tu sukhan mat krna
took daine se kahani ka maza jtaa hai
aa jaye na dil aap ka bi aor kis par
daikho meri jaan aankh larana nahi acha
ankhain poetry
Urdu Poetry on Beautiful Eyes
Must Enjoy: Death poetry in Urdu
Must Read: Maa poetry in Urdu
ankho ki poetry