Mother poetry is a subgenre of poetry honouring, celebrating, and reflecting deeply on moms. Emphasizing themes of love, sacrifice, caring, direction, and support, these poems frequently catch the special link between a mother and child. They could share personal stories, recollections, or broad thanks for a mother’s influence on their children’s lives.
Mother poetry may also look at the difficulties mothers have, their resiliency, and the great influence they have on family and society. From poignant and emotional to introspective and sometimes funny, these poems capture the core of motherhood from many perspectives.
Urdu mother poetry, known as “maa ki shayari” in Urdu, is a type of poetry that beautifully expresses the love, respect, and deep emotions associated with mothers in the Urdu language. This poetry often focuses on the selflessness, sacrifices, and unconditional love that mothers give to their children. Urdu mother poetry tends to be emotionally resonant and is written in an eloquent, heartfelt manner, reflecting the rich poetic tradition of Urdu literature.
chalti phirti hui aankhon see azaa daikhi hai
main ne jannat tu nahi daikhi hai maa daikhi hai
dua ko hath uthaathe howay larazta hon
kbhi dua nahi maangi this maa ke hoty howay
Abhi zinda hai maa meri mujhe kuch bi nahi ho ga
main ghar see jb nikalta hon dua bi sath chalti hai
aik muddat see meri maa nahi sooi Tabish
main ne ik baar kaha that mujhe dar lgta hai
ICC trah mery gunaahon ko wo dhoo daiti hai
maa bht gusey main hoti hai tu roo daiit hai
kis ko ghar mila hissay main yaa koi dukaa aaai
main ghr mn sb see choota tha mery hissay main maa ai
Ghar looat ke roein gy maa baaap akaily main
mitti ke khaloone bi saaste an the maaile main
jb bi kaashti meri sailaab main a jati hai
maa dua krti hui khawab main a jaati hai
ma ki dua naa baap ki shafqat ka says hai
aaj apne sath apna janam din mnaya hai
Maa poetry in urdu
maa baap aor ustaad sb hain khud ki rehmat
hai rook took inki haq main tumhare neemat
Kl apne aap ko daikha tha maa ki aankhon main
yaa aaina hmain borrha nahi btata hai
taire daaman main sitare hain tu hon gy a falak
mujh ko apni maa ki meeli aaorhni achi lgii
munawar maa ke age yun kbhi khul kr nahi roona
jaha bunyaad ho itni nami achi nahi hoti
Maa ki aagosh main kl moot ki aagoosh main aaj
hum ko duniya main ya du waqt suhane se maile
Must read: 2 Lines urdu poetry copy paste
barbbaad kr diya pardais ne magar
maa sb se keh rehi hai ke betta mazzy main hai
yaa aisa qarz hai jo main adaa kr hi nahi sktaa
main jb tk ghar naa looton meri maa sajde main rehti hai
kitabbon se nikil kr titliyan ghazlein sunaati hain
tiffin rakhti hai meri maa tu basta muskrata hai
mudaton bd mayyasar howa maa ka aanchal
mudaton bd hmain neend suhani aai
ghar ki icc baar mukammal main talashi ln ga
ghum shupa kr mery maa baap kahan rakhte the
aa raat mujhe maa ki trah goooad min ly ly
din bhar ki mushaqat se bdan toot raha hai
maa shayari in urdu
sb ne maana merne wala dahshat gard aor qatil tha
maa ne phir bi qabar py uski raaj dulara likha tha
durr rehti hain sdaa un se balaein sahil
apne maa baap ki jo roz dua laite hain
main ne kl shub chahton ki sb kitabein phaar dein
sirf ik kaagiz py likha maa rehne diya
jb tk maatha choom ke rukhsat krne wali zindaa thi
darwaze ke bahir tk bi mun main luqma hota tha