Mirza Ghalib ki Shayari
???????????????????????

30+ Best Mirza Ghalib ki Shayari

In this, I will share 30+ Best Mirza Ghalib Shayari (Mirza Ghalib ki Shayari) with images.  You can express your feelings with your loved one through the poetry that I will share.

 

Ashaqi sabr talab aor tamna be-tab

dil ka kia rung kron khooon-e-jigar hone tak

عاشقی صبر طلب اور تمنا بیتاب

دل کا کیا رنگ کروں خون جگر ہوتے تک

Mirza Ghalib ki Shayari

pilaa de aook se saaqi jo hum se nafrat hai
pyala gur nahi daita na de shiraab tu de

پلا دے اوک سے ساقی جو ہم سے نفرت ہے

پیالہ گر نہیں دیتا نہ دے شراب تو دے

Mirza Ghalib ki Shayari

nikilna khuld se aadam ka sunte aye hain lain
bht be-aabroo ho kr taire kooche se hum nikle

نکلنا خلد سے آدم کا سنتے آئے ہیں لیکن

بہت بے آبرو ہو کر ترے کوچے سے ہم نکلے

Mirza Ghalib ki Shayari

hui Muddat ke Ghalib mar gya par yaad aata hai
wo hr ik baat par kehna ke yun hota tu kia hota

ہوئی مدت کہ غالبؔ مر گیا پر یاد آتا ہے

وہ ہر اک بات پر کہنا کہ یوں ہوتا تو کیا ہوتا

Mirza Ghalib ki Shayari

ishq mujh ko nahi wahshat hi sahi
meri wahshat tairi shohrat hi sahi

عشق مجھ کو نہیں وحشت ہی سہی

میری وحشت تری شہرت ہی سہی

Mirza Ghalib ki Shayari

maherbaa ho ke balaa lo mujhe chaho jis waqt
main gya waqt nahi hon ke phir aa bi na sakon

مہرباں ہو کے بلا لو مجھے چاہو جس وقت

میں گیا وقت نہیں ہوں کہ پھر آ بھی نہ سکوں

Mirza Ghalib ki Shayari

dil nadaan tujhe howaa kia hai
aakhir icc dard ki dawa kia hai

دل ناداں تجھے ہوا کیا ہے

آخر اس درد کی دوا کیا ہے

Mirza Ghalib ki Shayari

buk raha hon jaanon main kia kia kuch
kuch na samjhe khuda kare koi

بک رہا ہوں جنوں میں کیا کیا کچھ

کچھ نہ سمجھے خدا کرے کوئی

Mirza Ghalib ki Shayari

jala hai jism jahan dil bi jul gya hoga
kuraidte ho jo ab raakh justajo kia hai

جلا ہے جسم جہاں دل بھی جل گیا ہوگا

کریدتے ہو جو اب راکھ جستجو کیا ہے

Mirza Ghalib ki Shayari

aata hai daagh hasrat-e-dil ka shumaar yaad
mujh se mery gunah ka hisaab aa khuda na maang

آتا ہے داغ حسرت دل کا شمار یاد

مجھ سے مرے گنہ کا حساب اے خدا نہ مانگ

Mirza Ghalib ki Shayari

koi werrani c werrani hau
dashat ko daikh ke ghar yaad aya

کوئی ویرانی سی ویرانی ہے

دشت کو دیکھ کے گھر یاد آیا

Mirza Ghalib ki Shayari

qaasid ke aate aate khaat ik aor likh rakhon
main jaanta hon jo likhein gy jawab main

قاصد کے آتے آتے خط اک اور لکھ رکھوں

میں جانتا ہوں جو وہ لکھیں گے جواب میں

Mirza Ghalib ki Shayari

jaan tum par nisaar krta hon
main nahi jaanta dua kia hai

جان تم پر نثار کرتا ہوں

میں نہیں جانتا دعا کیا ہے

Mirza Ghalib ki Shayari

koi umeed bar nahi aati
koi soorat nazar nahi aati

کوئی امید بر نہیں آتی

کوئی صورت نظر نہیں آتی

Mirza Ghalib ki Shayari

ghalib shuti shiraab py ab bi kabhi kabhi

peeta hon roz abroo=o=shub maah-o-taab main

 

غالبؔ چھٹی شراب پر اب بھی کبھی کبھی

پیتا ہوں روز ابر و شب ماہ تاب میں

Mirza Ghalib ki Shayari

hai kuch aisi hi baat jo chup hon
werna kia baat kar nahi aati

ہے کچھ ایسی ہی بات جو چپ ہوں

ورنہ کیا بات کر نہیں آتی

Mirza Ghalib ki Shayari

aa hi jtaa wo raaah par GHalib
koi din aor be jiaay hoty

آ ہی جاتا وہ راہ پر غالبؔ

کوئی دن اور بھی جیے ہوتے

Mirza Ghalib ki Shayari

jate jaate kehte ho qayamat ko milein gy
kia khoob qayamat ka hai goyaa koi din aor

جاتے ہوئے کہتے ہو قیامت کو ملیں گے

کیا خوب قیامت کا ہے گویا کوئی دن اور

Mirza Ghalib ki Shayari

howay mar ke hum jo ruswaa, howasy kyun na gharaq-e-darya
na kbhi janaza urrtaa, na kahein mizaar hota

ہوئے مر کے ہم جو رسوا ہوئے کیوں نہ غرق دریا

نہ کبھی جنازہ اٹھتا نہ کہیں مزار ہوتا

Mirza Ghalib ki Shayari

yaa misayal-e-tasawuf ya taira bayan Ghalib
tujhe hum wali samajte jo na badah-e-khaar hota

یہ مسائل تصوف یہ ترا بیان غالبؔ

تجھے ہم ولی سمجھتے جو نہ بادہ خوار ہوتا

Mirza Ghalib ki Shayari

عاشق ہوں پہ معشوق فریبی ہے مرا کام

مجنوں کو برا کہتی ہے لیلیٰ مرے آگے

Mirza Ghalib ki Shayari

نہ ستایش کی تمنا نہ صلے کی پروا

گر نہیں ہیں مرے اشعار میں معنی نہ سہی

Mirza Ghalib ki Shayari

jub tawaqu hi uth gai Ghalib
kyun kisi ka gilaa kare koi

جب توقع ہی اٹھ گئی غالبؔ

کیوں کسی کا گلہ کرے کوئی

Must read: All Mirza Ghalib poetry

Mirza Ghalib ki Shayari

رہیے اب ایسی جگہ چل کر جہاں کوئی نہ ہو

ہم سخن کوئی نہ ہو اور ہمزباں کوئی نہ ہو

Mirza Ghalib ki Shayari

گو ہاتھ کو جنبش نہیں آنکھوں میں تو دم ہے

رہنے دو ابھی ساغر و مینا مرے آگے

Mirza Ghalib ki Shayari

bhoosa daite nahi aor dil py hai hr lehza nigaah
g main kehte hain k mufat aaye tu maal acha ha

بوسہ دیتے نہیں اور دل پہ ہے ہر لحظہ نگاہ

جی میں کہتے ہیں کہ مفت آئے تو مال اچھا ہے

Mirza Ghalib ki Shayari

ایماں مجھے روکے ہے جو کھینچے ہے مجھے کفر

کعبہ مرے پیچھے ہے کلیسا مرے آگے

Mirza Ghalib ki Shayari

Mirza Ghalib Ki shayri Urdu mein

 

Mirza Ghalib ki Shayari

 

Mirza Ghalib ki Shayari

 

Mirza Ghalib ki Shayari

 

Mirza Ghalib ki Shayari

khulta kisi py kyun mery dil ka maamla
shairon ke intihaab ne ruswaa kia mujhe

کھلتا کسی پہ کیوں مرے دل کا معاملہ

شعروں کے انتخاب نے رسوا کیا مجھے

Mirza Ghalib ki Shayari

Mirza Ghalib ki Shayari

mn ne mana ke kuch nahi Ghalib
mufat hath aye tu bura kia hai

میں نے مانا کہ کچھ نہیں غالبؔ

مفت ہاتھ آئے تو برا کیا ہے

Mirza Ghalib ki Shayari

dhikha kar junbash-e-lub hi tamam kr hum ko
na de jo boosa tu mun se kahein jawab tu de

دکھا کے جنبش لب ہی تمام کر ہم کو

نہ دے جو بوسہ تو منہ سے کہیں جواب تو دے

Mirza Ghalib ki Shayari

jaan di , di hui ussi ki thi

haq tu yun hai ke haq adaa na howa

جان دی دی ہوئی اسی کی تھی

حق تو یوں ہے کہ حق ادا نہ ہوا

Mirza Ghalib ki Shayari

jub ke tujh bin nahi koi majood
phir ya hangama aa khuda kia hai

جب کہ تجھ بن نہیں کوئی موجود

پھر یہ ہنگامہ اے خدا کیا ہے

Mirza Ghalib ki Shayari

aaye hai be-kaasi ishq py roona Ghalib
kis ke gar jaaye ga silaab bala mere bd

آئے ہے بیکسی عشق پہ رونا غالبؔ

کس کے گھر جائے گا سیلاب بلا میرے بعد

Mirza Ghalib ki Shayari

be-niazi had se guzri bndaa parwar kab talak
hum kahein gy haal-e-dil aor aap farmaa dain gy kia

Mirza Ghalib ki Shayari

kyun jul gya na taab-e-rukh-e-yaar daikh ke
jltaa hon apni taqat-e-deedar daikh kr

Mirza Ghalib ki Shayari

 

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *