In this blog post, I will share birthday poetry in Urdu (Birthday Shayari in Urdu). I am sure you will enjoy it when you read this. You can share it with your loved one on their birthday. This Birthday poetry closely expresses your emotions for your friends, families or loved ones.
Urdu birthday poetry is a heartfelt and expressive form of poetry written in Urdu, celebrating someone’s birthday with warmth, affection, and poetic grace. It often blends traditional poetic structures, such as couplets or ghazals, with personal sentiments, offering blessings, and prayers for long life, happiness, and success.
The verses typically reflect deep emotions, conveying love, respect, and best wishes for the birthday person in a rich, melodic style that captures the beauty of the Urdu language. This type of poetry is popular in South Asian cultures for adding a poetic touch to birthday celebrations.
haseen chahre ki Tabandagi Mubarak ho
tujhe ya saalgiraa ki khushi Mubarak ho
ya tu ik rasam-e-jahan hai jo adaa hoti hai
werna sooraj ki kahan saal gira hoti hai
kuch khushiyan kuch aanso de kar taal gya
jewaan ka ik aor sunehra saal gya
Happy birthday poetry in urdu copy paste
tum salamat raho hazaar baras
hr baras ke hon din pachaas hazaar
maa ki dua na baap ki shafqat ka sya hai
aaj apne sath apna janam din mnaya hai
Must read: Mother poetry Or Maa poetry
Ya aik lamha jiise hum naya samajte hain
khuda kare ke naaye mousamo ke sath aaye
aa jate baras tujh ko soonpa khuda ko
mubarak mubarak naya saal sb ko
parem icc yag ki saalgira par aor bhala kia tuhfaa daite
chand ki dil kash dharti se be hum ne dhoondh nikaale pathar
uthaa ke hath khuda se bs maangi hai yahi dua
naseeeb hon khushiyan tumhein, tum khush raho sadaa
poetry on birthday in urdu
kia ussi bhoool ko kehte hain Mohabbat ka zawaal
ab mujhe yaad nahi saalgira bi tairi
hamari zindagi par mout bi heeran hai ghair
na jaane kis ne ya tareekh paidaish nikaali hai
jaaye gulshan talak icc ghul ki aamid ki khabar
aaye gi bulbul mery ghar main mubarak baad ko
giraa howa hon janam din se icc tuaqab main
zameen aage hai aor aasman mery peeche
khazaaa ki rutt hai janam din hai aor dhuwaa aor phool
hawa bikhair gai moom batiyaan aor phool
Must read phool poetry
Birthday wish in urdu poetry
Khuda kare ke ya din baar baar aata rahe
aor apne sath khushi ka khazaana laata rahe
saalgira par kitni naik tamanaein moosol huein
lakin in main aik mubarak baad abhi tak baqi hai
aik baras aor beet gya
kb tak khaakh uraani hai
tum salamat raho qayamat tak
aor qayamat kbhi na aaye shaaad
ya be khudi ya labon ki hassi mubarak ho
tumhein ya saalgira ki khushi mubarak ko
khuda kare na dhaale dhoop taire chahre ki
tamam umar tairi zindagi ki sham na ho
Hmara zinda rehna aor merna aik jaisa hai
hum apne yoom-e-paidaish ko bi barsi samajthe hain
Main takiay par sitaare bu raha hon
janam din hai akaila ro raha hon