Miss you Poetry in Urdu
miss you poetry in urdu

20+Miss You Poetry in Urdu

Miss You” poetry in Urdu, also known as “Yaad Shayari in Urdu,” is a popular genre that expresses the emotions of longing, separation, and deep affection for someone who is far away or no longer in the poet’s life. This form of poetry captures the pain of missing a loved one, whether it is a romantic partner, a close friend, or a family member.

The poet often uses metaphors, similes, and imagery to convey their feelings of emptiness, loneliness, and the desire to be reunited with the person they miss. Themes of nostalgia, heartache, and unfulfilled desires are central to this style of poetry.

In “Miss You” poetry, Urdu poets beautifully articulate how absence can create an emotional void, using the melodious and rich vocabulary of the language to evoke powerful sentiments. The verses often reflect on memories shared with the loved one and how those memories continue to haunt the poet, bringing a mix of sadness and tenderness. The poetry is highly relatable to those who have experienced separation and resonates with readers because of its raw emotional depth.

 

bs ik baar yaad ne tumhara sath shoo liya
phir ic ke bd tu kaai jamal jaagte rahe

Miss You Poetry in Urdu

koi yaadon se jorr le hum ko
hum bi ik tootta sa rishta hain

Miss You Poetry in Urdu

yadon ki mehfil main khoo kar
dil apna tanha tanha hai

Miss You Poetry in Urdu

akaila paa ke mujh ko yaad unki aa tu jaati hai
magar phir loat kr jaati nahi main kaise soo jaon

Miss You Poetry in Urdu

ab tujhe kaise bteein ke tairi yadon main
kuch azafa hi kiya hum ne hayanat nahi ki

Miss You Poetry in Urdu

lijiay suniay ab afsana furqat mujh se
aap ne yaad dalaya tu mujhe yaad aaya

Miss You Poetry in Urdu

phir kisi ki yaad ne tarpaaa diya
phir kalaija thaam kr hum reh gaye

Miss You Poetry in Urdu

ghar se bahir nahi niklaa jata
rooshni yaad dalaaati hai tairi

Miss You Poetry in Urdu

Miss you shayari in Urdu

yaad main khawab main tasawur main
aa ke aane ke hain hazzaar tareeq

Miss You Poetry in Urdu

kar kuch aisaa ke tujhe yaaad rakhon
bhool jaane ka taqazza hi sahi

Miss You Poetry in Urdu

nend mitti ki mahek sabze ki thandhak
mujh ko apna ghar bht yaad aa raha hai

Miss You Poetry in Urdu

bhool bhi kia bhool hai ya yaad bhi kia yaad
tu yaad hai aor koi nahi taire sawaa yaad

Chaye poetry in urdu

Miss You Poetry in Urdu

mere dushman na mujh ko bhool sake
werna rakhta hai kon kis ko yaad

Miss You Poetry in Urdu

sb ko hum bhool gaye jooosh janooon main lakin
ik tairi yaad thi aisi jo bhallai na gayi

Miss You Poetry in Urdu

zindagi ho tu kaai kaam nikil aate hain
yaad aaon ga kbhi main bi zaroorat main ussey

Miss You Poetry in Urdu

 

Miss You Poetry in Urdu

bht udaas ho tum aor main bhi bethha hn
gaye dinon ki kamar se kamar lgaaye howay

Udas poetry in urdu

Miss You Poetry in Urdu

 

Miss You Poetry in Urdu

shaam ho yaa ke saher yaad unhein ki rakhni
din ho yaa raat hmain zikar unhein ka karna

Miss You Poetry in Urdu

uske lehje main baraf thi lakin
choo ke daikha tu hath jalne lge

Miss You Poetry in Urdu

uski aankhon main mery bd nami thahar gai
ghul ko khoo kar wo judaai ki aziaat samjha

Miss You Poetry in Urdu

 

Miss You Poetry in Urdu

 

Miss You Poetry in Urdu

 

Miss You Poetry in Urdu

 

Miss You Poetry in Urdu

Birthday poetry in Urdu

Miss You Poetry in Urdu

 

Miss You Poetry in Urdu

 

آ گئی یاد شام ڈھلتے ہی

بجھ گیا دل چراغ جلتے ہی

آپ کی یاد آتی رہی رات بھر

چشم نم مسکراتی رہی رات بھر

زندگی یوں بھی گزر ہی جاتی

کیوں ترا راہ گزر یاد آیا

زندگی نام ہے جدائی کا

آپ آئے تو مجھ کو یاد آیا

آئی جب ان کی یاد تو آتی چلی گئی

ہر نقش ماسوا کو مٹاتی چلی گئی

عیادت کو آئے شفا ہو گئی

مری روح تن سے جدا ہو گئی

آج تک یاد ہے وہ شام جدائی کا سماں

تیری آواز کی لرزش ترے لہجے کی تھکن

رنگ دل رنگ نظر یاد آیا

تیرے جلووں کا اثر یاد آیا

بس ایک بار یاد نے تمہارا ساتھ چھو لیا

پھر اس کے بعد تو کئی جمال جاگتے رہے

 

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *